Today Hindi Tech

Technology ki jaankari hindi me

  • Home
  • Mobile Review
  • Technology
  • Social Networking
  • How to
  • Contact Us
You are here: Home / Social Networking / Whatsapp Kya hai ? Whatsapp kaise use karte hai

Whatsapp Kya hai ? Whatsapp kaise use karte hai

July 4, 2018 by Pramod Singh 6 Comments

Hello dosto ! Aaj ham apke liye leke agar ek or new post. Aaj ki iss post me ham janege ki whatsapp kya hai ? Whatsapp kaise kaam krta hai. Or bhi bahut se jaankari whatsapp ke related aapko is post me milegi.

Dosto whatsapp aajkal kon use nhi karta. Sabhi people whatsapp use krte hai. Par Bahut se logo ko iski puri jaankari nahi hoti hai. Isliye aaj ki post me baat krte hai whatsapp ki. what is whatsapp?

whatsapp kya hai

  Read Also : Facebook account delete kaise kare permanently in hindi

Whatsapp kya hai?

Sabse phle baat krte hai ki whatsapp kya hai? Agar aap bhi whatsapp use krte ho to aapko janna bahut jaruri hai ki whatsapp kya hai? Whatsapp ek popular messaging App hai hai. Iske jariye aap har kisi ko free me sms bhej skte ho.

or sath hi sath apni photo, video, document etc. bhej skte ho.  Ye App smartphone and iPhone jaise sabhi divce me chalta hai.

September 2015 me ye 90 crores se jyada users ke hote ye world ka dusre popular  messaging app ban gya hai.

Whatsapp kisne or kaise bnaya :

Duniya ka sabse popular messaging app whatsapp ko 2009 me banaya gya. Whatsapp ko Jan Koum  or Brian Acton sath milkar banaya. Or baad me inke sath Jim Goedz bhi shamil ho gaye the. Whatsapp bnane ka sbse phle idea Jam Koum ko aaya jab unhone ek iPhone kharida. Unko mahsus hua ki kyo na isme ek app banaya jay jo bahut hi popular ho. jisse ham kisi ko bhi message bhej skte hai.phir wo ek din apne Rushi dost ke ghar film dekhne gaye unhone iss app ke baare me bahut der tak baat ki, or wha se inhone whatsapp banane ki soch li.

Whatsapp me ham kya kya kar skte hai :

  • Isme app  me ham dusre whatsapp users ko Text message, Video, photo, document and apni location bhi bhej skte hai.
  • Whatsapp me ham apne dosto se free me  voice call and video calling bhi kar skte hai.

Whatsapp me account kaise banaye:

Yah ek free app hai, isko aap Google se download kar skte ho. whatsapp ko app directly play store se bhi install kar skte ho.

Download Whatsapp Here

whatsapp ko istemaal krne ke liye sabse phle whatsapp ko apne phone me install kar le. Install kerne ke baad usko open kar le.
jaise hi aap usko open krenge to apke samne ek screen aayegi usme aapko apna mobile number dalna jisko aap whatsapp me dalana chahte ho. Fir next ke button par click kare do.

whatsapp number

Jaise hi aap next ke button par click karoge to aapko ek screen show hogi. usme aapko OK par click karna hai.

 

whatsapp usese

OK par click krne ke baad aapke mobile number me ek code aayega. usko aapne neeche diye box me dalna hai. aap neeche screen shot dekh skte ho.

agar aapke usme code nahi aata hai to aap Resend SMS par click kare. usse aapke number par code send kar diya jayega. Agar aap Call me par click kroge to aapke number par ek call aayegi or usme aapko verify code btaya jayega.

whatsapp verfy code

 

Code verify krne ke baad aap agle step me chale jaoge. ab usme aapko apni Profile info dalni hai aap neech pic me dekh skte hai. Aap yaha par apna name dale jo aap dalna chahte ho or camera ke icon par click krke Profile pic bhi dal skte hai. uske baad next ke button par click kar de.

 

whatsapp profile info

 

Ab aapka  whatsapp me account ban chuka hai. aap kisi ko bhi messege or video, photo bhej yani send kar skte ho.

Whatsapp ko kaise use kare

isme account banane  ke baad ab jo aapke contact number me jo whatsapp use krte honge wo aapke usme show honge.

ab jisko messege send ktre ho uske usme jaye

  1.  apna messege likhe phir enter ke button par click kare de.
  2. Camera ke icon par click kare phir apna photo select krke send kar de.
  3. Location par click krke aap apna location send kar skte ho.

whatsapp send messege

 

Neeche diye option par click krne par aapko 6 or naye option mil jate hai. aap neeche ss me dekh skte ho.

  1. Document – isme click krne par aap koi bhi Document jaise PDF etc. send kar skte ho.
  2. Camera – upar btai jaankari ke anusar hi isme bhi aap photo send kar skte ho.
  3. Gallery – gallery me se aap kuch bhi send kar skte ho.
  4. Audio – is option par click krne par aap koi audio file send kar skte ho.
  5. Location – iske jariye aap apni live location dusre ke sath share kar skte ho.
  6. Contact – agar aap apne ek whatsapp friend ko dusre friends ka number send krna chahte ho to aap is wale option ke jariye use contact number bhej skte ho.

whatsapp features

Video and Voice call:

whatsapp me aapko do bahut hi achhe option milte hai. jiske ke jariye

aap kisi ko bhi video ya voice call free me kar skte ho.

  • voice call karne ke liye Phone ke bane icon par click kar or
  • video cal karne ke liye Video ke icon par click kare.

ye dono option aapko upar par  mil jate hai aap neeche ss me dekh skte ho.

 

whatsapp video and voice call

 

uppar btai jaankari se apna whatsapp chalu kar skte ho. or usko use yani istemal krna seekh skte ho.

to dosto kaise lagi aapko ye post “Whatsapp Kya hai ? Whatsapp kaise use karte hai” comment karke jarur bataye. Ham Today Hindi Tech par har nayi technology se judi jaankari or tricks share krte hai. aap apne dosto ke sath is post ko jarur share kare

Also Read : 

  • Twitter kya hai ? twitter par account kaise bnaye?
  • Facebook data lene wale apps ko kaise delete kare

 

Filed Under: Social Networking Tagged With: what is whatsapp, whats app kaise use kare, whatsapp kaise istemaal karte hai, whatsapp ke feature kaise use kare, whatsapp kya hai ?, whatsapp me ham kya kya kar skte hai

Comments

  1. Umesh Ninawe says

    July 16, 2018 at 6:31 am

    Sir meri blog bahut slow load ho rhi hai please dekh kar kuch suggest de dijiye

    Reply
    • Pramod Singh says

      July 16, 2018 at 9:38 am

      faltu cheejo ko blog me mat dalo jaise bahut se code or agar wp hai to bina kam ke plugin ko remove kar do or bhi bahut se methode hai aap google kar skte ho

      Reply
  2. ranjot says

    September 5, 2019 at 3:40 pm

    hlo pramod ,

    such a great article thanks for sharing , really amazing article thanks again for sharing with us

    happy blogging

    Reply
  3. AmarBalecha says

    November 4, 2019 at 9:56 pm

    Aap ne whatsapp ke bare me achi jankari di hai or sath m yah bhi bataya hai ki whatsapp se paise kaise kamate hai.

    Reply
  4. neeraj says

    November 12, 2019 at 4:59 pm

    Good post sir

    Reply
  5. Nouman Ali says

    June 6, 2020 at 4:32 pm

    Amazing post, thanks for sharing this article. I am truly motivated by you for blogging
    Thanks again

    Reply

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Pramod

Pramod Singh

CEO & Founder

Today Hindi Tech

Recent Posts

  • Oppo Find X review in hindi, Specifications, price
  • Whatsapp Kya hai ? Whatsapp kaise use karte hai
  • Xiaomi Redmi Y2 review in hindi | Redmi Y2 price, specification
  • Samsung Galaxy J6 review in hindi, specification, price
  • Android kya hai? android ki puri jaankari hindi me

Categories

Copyright © 2021 · Magazine Pro Theme on