Today Hindi Tech

Technology ki jaankari hindi me

  • Home
  • Mobile Review
  • Technology
  • Social Networking
  • How to
  • Contact Us
You are here: Home / Mobile Review / Oppo realme1 review in hindi, realme1 price, Specification review

Oppo realme1 review in hindi, realme1 price, Specification review

May 16, 2018 by Pramod Singh 3 Comments

Oppo realme1 review in hindi, realme1 price, Specification review: Hello dosto ! Agar aap log bhi soch rahe hai ki koi achha sa smartphone lene ki.

jiska performance achha ho. lekin aapke paas Budget kam hai. to aise me apke liye aa gaya hai oppo ka sub-brand Realme1. Ye phone aapko bahut hi achhi price RS.8990 me se mil jayega.

Oppo company india ke market me apna sub-brand phone Realme1 launch kar diya hai. or aaj ki is puri post me ham baat krne wale hai oppo phone realme1 ka full Specification ke bare me.

 

Also Read : Oppo F7 review in hindi | Oppo F7 Price, Specification, Camera Review

Oppo Realme1 review in hindi:

Ye phone India Marker me 15May 2018 ko launch ho gya hai.

Display:

oppo realme1 review in hindi

Sabse phle Realme1 ki display ki baat kare hai. Iss phone me hame milta hai 6 Inch ki full Hd+ screen, or sath me 18:9 aspect ratio bhi dekhne ko milta hai.

Camera:

Ab baat krte hai iski Camera ki. jaisa ki aapne dekha ki ye phone Oppo ka sub-brand hai to Oppo ke har phone ka camera to achha hota hai. Or Realme1 me hame 13MP ka back camera or 8MP ka front camera dekhne ko milega. is camera apko bahut se filter bhi dekhne ko milenge.

oppo realme1 review

Ram and Storage:

Ye phone ko achhe price ke sath achhe Ram & Srorage ke sath launch kiya hai. Realme1 ko 3GB+32GB or 4GB + 64GB or 6GB + 128GB Ram And Storage ke sath launch kiya gaya hai. aap apne Budget ke hisab se koi phone le skte ho.
sd card laga ke isme 256GB tak badhaya ja skta hai.

Realme1 Processor:

Iss phone MediaTek Helio P60 ka processor diya gaya hai. jisme Octa Core Processor bhi hai.

Software:

Phone ki software ki baat kare to isme company ne Android 8.1.0 Orea lagaya hai. jisme Color OS 5.0 diya hai.

Battery:

Company ne iss baar Realme1 Phone me Non Removable 3410 mAh ki battery lagayi hai. jo ki pahle ke mutabit achha hai.

Sensors:

Is phone me dhayan dene wala ek point hai jo hai ki iss phone me apko Sensors ki kami lagegi. Kyoki Is baar company ne Realme1 me Sensors nahi diya hai.

Face Unlock:

face-unlock ka feature isme bahut hi achha kam krta hai. Sensore na hone ki wajah se company se iske face-unlock wale feature ko jyada fast banaya hai.

face-unlock ke sath aap isme pin code bhi dal skte ho. taki jab bhi kabhi aap low light wale area me ho to tab aap wo pin code dal ke phone ko unlock ka sake.

Realme1 price in india:

Price ki baat kare to oppo ne bahut hi achhe price me aapko ye phone available karaye hai.

jaise ki aapko oppo ne realme1 ko 3type me launch kiya hai to iska price ye hai

  • Realme1 3GB RAM + 32GB Storage price = RS. 8,990
  • Realme1 4GB RAM + 64GB Storage price = RS. 10,990
  • Realme1 6GB RAM + 128 GB Storage price = RS. 13,990

Ye to the kuch khash bate jo oppo phone Realme1 me hai. Baki iss phone me connectivity dekhi jaye to isme wi-fi, blututh,USB OTG, FM 3G Oor 4G feature hai.

To dosto, aapko ye post “Oppo realme1 review in hindi, realme1 price, Specification review” padhne ke

bad to iss phone ke baare me achhe se pata chal hi gya hoga. Or aapke iss Realme1 phone ke baare ma kya khna chahenge comment me jarur kahiyega.

 

Also Read :

  • Xiaomi Mi A1 Review in hindi, price in india
  • Vivo V9 full review in hindi, विवो वी9 रिव्यु , vivo v9 specification review

Filed Under: Mobile Review Tagged With: oppo phone realme1 review, oppo realme1, realme1, realme1 review

Comments

  1. avinash says

    May 27, 2018 at 1:04 pm

    wow, that’s great.thank you for sharing with us keep growing.

    Reply
    • Pramod Singh says

      May 27, 2018 at 2:35 pm

      thanks

      Reply
  2. sahil says

    June 6, 2018 at 9:33 am

    This is a good article. Thanks for sharing it.

    Reply

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Pramod

Pramod Singh

CEO & Founder

Today Hindi Tech

Recent Posts

  • Oppo Find X review in hindi, Specifications, price
  • Whatsapp Kya hai ? Whatsapp kaise use karte hai
  • Xiaomi Redmi Y2 review in hindi | Redmi Y2 price, specification
  • Samsung Galaxy J6 review in hindi, specification, price
  • Android kya hai? android ki puri jaankari hindi me

Categories

Copyright © 2021 · Magazine Pro Theme on