Oppo F7 review in hindi | Oppo F7 Price, Specification, Camera Review : Hello dosto ! Aaj ke samay har koi jo achha camera wala smartphone lene ki baat krta hai to sbke dimag me ek hi naam hota hai. wo hai oppo.
Oppo apne achhe camera ke vajah se duniya har me bahut hi jyada chala hai. or is saal Oppo ne apna ek phone or launch| kiya hai jiska nam hai Oppo F7. Or aaj ham issi phone ke bare me bat krenge. kya iss phone ke sepecification or kya is phone ke india me price or bhi bahut kuch. sath me karenge Oppo F7 phone Review in hindi.
Oppo F7 Review, Specification & price in india:
Oppo jab koi naya phone market me launch krta hai to wo bahut hi mashhur hota hai. iska karan hai uska camera. par is baar Oppo ne apne new phone Oppo F7 me kuch new feature bhi add kiye hai.
Company ne is baar Oppo F7 ko or bhi jyada behtreen banaya hai. to chaliye jaan lete hai Oppo F7 ke Specification or kya hai iska price. Oppo F7 Review in hindi.
Display:
Baat krte hai iski Display ke bare me. Oppo apne naye phone Oppo F7 me aapko 6.2 Inch ki full HD+ display deta hai. Iss phone me aapke Aspect Ratio milta hai 19:9 jo ki abhi tak ke smartphone se sbse alag hai. or issi ke sath apko milta hai 89.09% ki Screen to ratio. Oppo F7 me display iPhone X jaisi dekhne ko milegi ya dekhe to ekdam iPhone X wala look apko Oppo F7 me milega.
Camera:
Ab Baat krte hai iski camera ki har bar oppo apne phone me camera to achha deta hai. or is bar Oppo F7 hame Front Camera 25MP ka dekhne ko milta hai. jisme Low light me bhi achha exposure hai.
Battery:
Oppo F7 me 3400 mAh ki non Removable battery hogi jo ki Vivo V9 se thoda jyada powerfull hogi.
Ram & Storage:
Ram & Storage ki baat kare to Oppo F7 me hame milta hai 4GB & 6GB RAM or 64GB & 128GB internal storage milga. ham is phone me SD Card ke jariye apne phone ke Storage ko 256GB tak badha skte hai.
or OTG cable ke madhyam se External hard Drive bhi laga skte hai.
Processor & OS:
Oppo F7 ke Processor ki bat krte hai. iss phone apko MediaTek Helio P6o processor milega. iske sath F7 me Android 8.1 Oreo Os milta hai jo ki Oppo colorOS ke sath customize hai.
To dosto ye to tha Oppo F7 ka details me review agar aapko short me chahiye to ham wo aapko neeche de rhe hai ek bar dekh le.
Also Read : Mi A1 Review In Hindi
Oppo F7 Review , Price, Specification in hindi:
Normal
Release date | March, 2018 |
Form Factor | Touch Screen |
Dimension | 156.00 x 75.30 x 7.80 |
Weight | 158.00 |
Battery capacity | 3400mah |
Removable battery | no |
Colour | Red, blue, silver |
SAR Value | 1.27 |
Display
Screen size | 6.23 Inch |
Touch Screen | Yes |
Resolution | 1080×2280 pixels |
Hardware
Processor | 2 GHz octa-core |
Processor model | Media Tek Helio P60 |
RAM | 4 GB |
Internal storage | 64 GB |
Expandable Storage | Yes |
Expandable storage type | MicroSD |
Expandable storage capacity | 256 GB |
Camera
Rear camera | 16 Megapixel |
Rear flash | Yes |
Front camera | 25 megapixels |
Front flash | No |
Software
Operating System | Android 8.1 |
Skin | ColorOS 5.0 |
Connectivity
Wi-Fi | yes |
Wi-Fi Standard Support | 802.11 A / B / G / N / AC |
GPS | yes |
Bluetooth | Yes, v 4.20 |
NFC | no |
Infrared direct | yes |
USB OTG | yes |
Headphones | 3.5mm |
FM | Yes |
sim | 2 |
Sim 1 | 168.00 |
SIM type | Nano sim |
GSM / CDMA | GSM |
3G | Yes |
4G / LTE | Yes |
4G support in India (band 40) | Yes |
Sim 2 | |
SIM type | Nano sim |
GSM / CDMA | GSM |
3G | Yes |
4G / LTE | Yes |
4G support in India (band 40) | Yes |
Sensor
Compass / magnetometer | Yes |
Proximity sensor | Yes |
Accelerometer | Yes |
Ambient light sensor | Yes |
Gyroscope | Yes |
Umeed hai ki apko ye post “Oppo F7 review in hindi | Oppo F7 Price, Specification, Camera Review” pasand aayi hogi. post ko apne dosto se social media ke jariye jarur share kare.
thanks for your beautiful work. Thanks for great article. Help me a lot. Thanks for sharing.
It is informative article. I like it.