Today Hindi Tech

Technology ki jaankari hindi me

  • Home
  • Mobile Review
  • Technology
  • Social Networking
  • How to
  • Contact Us
You are here: Home / Social Networking / Facebook data lene wale apps ko kaise delete kare

Facebook data lene wale apps ko kaise delete kare

April 5, 2018 by Pramod Singh 3 Comments

Facebook data lene wale apps ko kaise delete kare : Aaj kal facebook me sabhi logo ko privacy ko lekar sab ke dimag me tenson rhti hai, ki facebook me jo unka data hai wo aakhir wo kis app ke sath ya kis site ke sath share kiya ja rha hai. aaj ham iss ke bare janege or sath me ye bhi janege ki facebook me jo hmara data hai usme ham kaise control pa skte hai.

facebook data

ye time wo jisme har koi facebook chalata hai or facebook ki app use karte hai.

or unme se jyadatar log bina kuch soche samjhe facebook me apna pura data share kar dete hai.

lekin unko ye pta nhi hota hai wo ki wo kaha par kyo data share kar rhe hai.
or permission de dete hai data share krne ki.

hame ye bhi pta hai hota hai ki kon sa aap ya kon sa facebook app hmare kya kya data ikathha kar rhi hai.

kya aapko pta hai ki kis app ne hamra kitna sara data ikthha kar liye hai.

lekin yaha par sochne wali bat ye hai ki kon sa aap ya softwere hmara data me najar rakh rahi hai. ya kis kis app ke paas hmara data hai. agar ki ke paas hamra real data ho to wo hamara miss use bhi kar skata hai.

Also Read : Facebook fan page kaise bnaye

kaise pta kare ki kon sa app hmara facebook data le raha hai

ye janne ke liye sabse phle aapko apne facebook me login ho jana hai .

login ho jane ke bad aapko side me dikh rhe erro me click krke setting me jana hai. aap neeche screen shote me dekh skte ho.

facebook data

jab aap setting me click karoge to aapke samne ek nya screen show hogi. usme aapko ek Apps ka option dekhiga. aapne usme click krne hai.

apps me click krte hi aapko ek new screen dikhegi. usme aapko bahut sare app dikhenge. ye wo sab app hai jinme aap facebook dwara login ho. or inke paas aapka data hai.

facebook data shareing apps

in apps ke paas hmara data kaise jata hai.

bahut se aapne aise aap or website dekhe honge jisme facebook se conecte hone ka option hota hai. jaise hi aap unme facebook dwara login hote hai to wo apps ya website aapka bahut sara data ikthha kar leti hai.
kaise pata kare ki kiske paas hmara kya data hai

ye janne ke liye sbse phle aap kisi ek aap me me click krna hai or apko ek pencil ka nisan dikhge. wo hai edit setting ka option. usme click kre

facebook data shareing app list

edit setting me click krne ke bad apko ek list dikhegi jisme aapka data dikhaya hoga jo us aap ki site ne aapke bare me ikthha kiya hoga.

facebook data
jis option ke aapko (tic) dikh rha hai wo data aapka unke pas hai.

  1. jo aapki public profile hai wo sab usne dekh liya hai mtlb ki public profile ke bare me use pata hai.
  2. Email address iska mtlb ki usne aapka email bhi dekh liye hai . jo email aapki id me hai wo uske paas hai
  3. Send you notifications iska mtlb hai ki unke notification aapke pass aayenge.

Apne data me clontorl kaise kare

ab aap ke dimag kuch is type ka sawal aayega ki ham kaise apne data ko contorl kar skte hai? kaise apna data unse chupaye? kya ham inse apna data chhupa skte hai ? to iska answer hai “yes” aap apne data me contorl pa skte ha.

 

uske liye aako uppar dikhaye screen shot me jo option me tic (sahi ka nisan) lga hua tha . un sab aap untic kar do. aap neeche diye screen shot me dekh skte ho.

facebook data

ye sab krne ke bad apko save ki button me click kar dena hai. ab aapke dwara jo permission un apps ko di gyi thi ab wo remove ho jayegi.

 

last word :  to dosto mujhe umeed hai ki aapko ye post “Facebook data lene wale apps ko kaise delete kare” pasand aayegi. or is post ko apne dosto ke sath social media me jarur share kare.

 

Also Read :  Android me photo and video hide kaise kare 

Share this:

  • Click to share on Twitter (Opens in new window)
  • Click to share on Facebook (Opens in new window)
  • Click to share on WhatsApp (Opens in new window)
  • Click to share on LinkedIn (Opens in new window)
  • Click to share on Pinterest (Opens in new window)

Related

Filed Under: How to, Social Networking

Comments

  1. akash says

    April 20, 2018 at 10:06 am

    i got help from this post

    Reply
    • Pramod Singh says

      May 2, 2018 at 1:54 am

      Thanks for giving your opinion

      Reply
  2. HindiApna says

    September 17, 2018 at 3:08 am

    Bahut hi achhi jankari aapne share kiya hain Thanks.

    Reply

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Pramod

Pramod Singh

CEO & Founder

Today Hindi Tech

Recent Posts

  • Oppo Find X review in hindi, Specifications, price
  • Whatsapp Kya hai ? Whatsapp kaise use karte hai
  • Xiaomi Redmi Y2 review in hindi | Redmi Y2 price, specification
  • Samsung Galaxy J6 review in hindi, specification, price
  • Android kya hai? android ki puri jaankari hindi me

Categories

Copyright © 2022 · Magazine Pro Theme on

 

Loading Comments...