Today Hindi Tech

Technology ki jaankari hindi me

  • Home
  • Mobile Review
  • Technology
  • Social Networking
  • How to
  • Contact Us
You are here: Home / Uncategorized / Facebook account kaise bnaye full guide in hindi

Facebook account kaise bnaye full guide in hindi

February 23, 2018 by Pramod Singh 1 Comment

Facebook account kaise banaye – How to create a Facebook account: facebook me account kaise bnaye 2 min me: hello dosto ! aaj ki is post me ham sikhenge ki facebook account (id) kaise bnate hai. aaj ke jamane me har wo inshan interner chlata hai

or jo internet chlata hai to wo facebook bhi chlata hai. aaj ke time me har bachha bhi android phone use krte hai or wo bhi facebook me account bna hi lete hai.

facebook account kaise banaye

agar aap bhi apna facebook account bnana chate ho to aaj ham usi ke bare me bat krne wale hai. facebook account bnana koi muskil kam nahi hai yah ek bahut hi aasan hai aap only 2min me facebook account bna skte ho bas aapko kuch setp follow krna hoga

facebook kya hai?

account bnane se phle ye janna jaruri hai ki facebook hai kya? facebook ek social networking site hai jo world ki most popular social site hai. facebook 2004 me banayi gyi thi or aaj ke time me yah bahut hi popular ho gyi hai.

 

 

facebook par account kyo bnaye or iske kya fayde hai?

facebook par account bnane ke bahut karan ho skte hai. aap apne business ko promote kar skte ho or iska sbse bada fayda yah hai ki aap iske jariye apne har nye pyrane dost se jude rah skte ho chahe wo india me ho ya kisi me Country me ho.

 

facebook  account kaise banaye?

isme account bnane ke liye aapko sirf 3 chejo ki jarurt hai
1- ek mobile phone
2- internet connection
3- ek email id ya ek phone number

ye sab hone ke baad aap aasani se apna facebook account create kar skte ho.

step 1- sbse phle apna koi bhi brawser open kar lo or usme fb.com me jao phir facebook ki site open hone ke bad aapko create new account me  click krna hai.

create new account

 

step 2- uske baad aapke samne do box nazar aayenge

1- phle wale me aapko apna first name dalna hai oe

2- dusre wale me aapko apna surname yani last name dalna hai.

or phir next ke button me click kar de.

 

enter name

 

step 3- iske bad aapko apna DOB yani Day of birth dalna hai or phir next ke button me click kar dena hai.

enter dob

 

step 4- uske bad apko screen me ek box dikhega usme aapko apna phone number dalna hai agar aapko email dalna hai to neeche 2no. wala Sing up with email address me click krke next ke button me click kare.

 

enter phone

 

 

step 5- iske bad aapko apna gender select krna hai or phir next par click kar dena hai.

 

select sex

 

 

step 6-  ab aapko apna password dalna hai jo aap login krne time daloge  password dalne ke bad sign up par click kar de

note: password storng dalna jisse koi aasani se hack na kar ske.

enter password

 

 

step 7-  sign up par click kerne ke bad aapke phone number me ek confirmation code aayega jisse aapko enter code wale box me dalna hai or phir confirm me click kar dena hai agar aapne apna email address dala hai to yeh code aapke email me aayega.

enter confirm code

 

Ab aapka facebook account create ho chuka yani aapka facebook account ban gya hai. to dosto umeed karta hu ki aapko ye post Facebook account kaise bnaye full guide in hindi pasand aayi hogi or is post ko apne dosto se share jarur krna taki use bhi iske bare me pta chal sake.

 

Also Read : Android me photo and video hide kaise kare without any app

Filed Under: Uncategorized Tagged With: create fb account, facebook account kaise banaye, how to create facebook account

Comments

  1. Rishabh raj says

    December 7, 2019 at 3:08 pm

    sir hmne apka blog dekha bhut hi aacha hai, isiliye hmne apke blog ko bookmark krke rakha hai, and thanks for sharing.

    Reply

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Pramod

Pramod Singh

CEO & Founder

Today Hindi Tech

Recent Posts

  • Oppo Find X review in hindi, Specifications, price
  • Whatsapp Kya hai ? Whatsapp kaise use karte hai
  • Xiaomi Redmi Y2 review in hindi | Redmi Y2 price, specification
  • Samsung Galaxy J6 review in hindi, specification, price
  • Android kya hai? android ki puri jaankari hindi me

Categories

Copyright © 2021 · Magazine Pro Theme on