Today Hindi Tech

Technology ki jaankari hindi me

  • Home
  • Mobile Review
  • Technology
  • Social Networking
  • How to
  • Contact Us
You are here: Home / Technology / Android kya hai? android ki puri jaankari hindi me

Android kya hai? android ki puri jaankari hindi me

May 17, 2018 by Pramod Singh 11 Comments

 

Android kya hai? android ki puri jaankari hindi me. what is android in hidni? Hello dosto! Android phone to aap log bhi use kar rhe honge. aap kya aaj ke time har inshan chahe wo bachha ho ya bhudha wo ya ho young smartphone to sabhi use karte hai. Aaj ke samay me to ye zindagi jeene ke liye jaruri bhi ho chuka hai. sabhi kam online jo hone lage hai ab.

Or har kisi se pucho ki bhai kon sa phone use krte ho to unka jwab hota “Andtoid“.

Ya kisi se pucho ki bhai kon sa phone loo to wo bhi bolenge “Android”. aaj ke time to android itna popular ho chuka hai ki sab android hi use krna chahte hai.

android kya hai

lekin bahut user aise bhi honge ki unko ye pta nhi hoga ki android hai kya? wo samjhte hai ki Android ek phone hai. Halanki me aisa nahi kah rha hu ki kisi ko pata nahi hai. bahut se logo ko pata hoga ki android kya hai? android kaise use hota hai?

or agar aap iss post me aaye ho to aaj me aapko android ke bare me thoda sa batana chunga. Taki kabhi koi aapse puchega iske bare me to aap chup rhne ke bajay android ke bare me unko kuch bol sako.

 

Also Read : Oppo realme1 review in hindi, realme1 price

Android kya hai? what is Android?

Andy Rubin se Google ne 2005 me Android ko kharid liya tha. Google Android ko isliye kharida kyoki jski help se wo achhe se achha or free ki operating system bana sake. Or ek free operating system hai.
Android koi Phone nahi hota. Android ek Operating System hai. Jo ek Linux Kernel par aadharit hai. Ye khas kar touch screen phones ke liye banaya gaya hai. jo aajkal smartphone ke nam se jana jata hai.

Jis tarah har laptop me window Operating System install hoke aata hai thik ussi tarh se Smartphone me bhi Android Operating System install hoke aaya hota hai.

Apne phone ke Display me aap jo bhi dekhte ho wo sab uske Operating System ki wajah se hota hai. Android Operating System ko mobile ke According  Design kiya gaya.

jiske wajah se usme sabhi Function, Apps run ho sake.

Android ke version:

Iss time Android Marshmallow ya Nougat, Lollipop, kitkat ye sab AndroidOs ke alag alag Version hai. Android OS ko alag alag version me divide kar diya hai. unke features ko dekhte hue. Android jitne bhi version nikale hai unki list me aapko neeche de rha hu.

  •   Alpha 1.0 version
  •  Beta 1.1  version
  •  Cupcake 1.5  version
  •  Donut 1.6  version
  •  Eclair 2.1  version
  •  Froyo 2.3  version
  •  Gingerbread 2.3  version
  •  Honeycomb 3.2  version
  •  Ice Cream Sandwich 4.0  version
  •  Jelly Bean 4.1  version,  4.2  version, 4.3  version
  •  KitKat 4.4  version
  •  Lollipop 5.0  version
  •  Lollipop 5.1  version
  •  Marshmallow 6.0  version
  • Nougat 7.0  version
  •  Nougat 7.1  version
  • Oreo  version

Android is a good mobile Operating System:

ye android linux based system hai. or linux ek open source software bhi hai. jo puri tarah se free hai. Android operating system ko google ne banaya hai. or google apne sare software isme phle se install kerke deta hai.

kya Android update ka paise bhi leta hai?

Nahi, aaj android ko free me update kare skte ho. android update ke liye apke phone ek notification aata hai or aapko apne wi-fi se connect krke update kar skte ho.

Android update ke kya fayde hai?

Apka jo purana phone hota hai usme jo funcation hote hai wo bad jate hai. kahne ka mtlab hai ki jab company aapko update deti hai to usse aapke phone ki performance achhi ho jati hai. aapke phone ki speed badh jati hai. or bhi bahut se fayde hote hai.

To dosto agar aapko iss post “Android kya hai? android ki puri jaankari hindi me.” se releted koi sawal ho to aap neeche comment me puch skte ho. or aapko ye post kaisi lagi apna jawab or sujhaw comment me dena na bhule. ham iss site me mobile review bhi karte hai agar aapko kisi bhi mobile ka review chaiye to aap hamri site me tech skte ho.

Also read : 

  • Oppo F7 review in hindi | Oppo F7 Price
  • Vivo V9 full review in hindi, विवो वी9 रिव्यु 
  • Xiaomi Mi A1 Review in hindi, price in india

Filed Under: Technology Tagged With: android kaise kaam krta hai, android kaise use kare, android kisne banaya, android kya hai, what in android

Comments

  1. Adip Gaurav says

    May 18, 2018 at 9:33 am

    Such a informative article. keep sharing.

    Reply
  2. deepesh kumar says

    May 18, 2018 at 3:08 pm

    Bahot badiya jankari di hai sir aapne

    Reply
    • Pramod Singh says

      May 19, 2018 at 12:18 am

      thank you

      Reply
  3. sabir says

    June 6, 2018 at 9:32 am

    This is very useful and informative article.

    Reply
  4. rovin singh chauhan says

    June 30, 2018 at 12:19 pm

    kya gajab ki post share ki hai pramod bro.

    Reply
    • Pramod Singh says

      July 1, 2018 at 7:11 am

      thank you bhai

      Reply
  5. HindiApna says

    August 4, 2018 at 5:57 pm

    badhiya post kafi achhi jankari aapne share ki hain Thanks

    Reply
  6. Akshaya says

    November 17, 2018 at 7:13 am

    Helpful information

    Reply
  7. HindiApni says

    December 18, 2018 at 1:21 pm

    Bahut hi badhiya post aapne share kiya hain sir Thanks.

    Reply
  8. Musheer khan says

    November 8, 2019 at 6:38 am

    thanks for this post this is a very helping post for me

    Reply
  9. sonam says

    June 18, 2020 at 7:52 am

    thankyou so much yah aapki di gayi jaankari kaafi helpful hai or ya blog bhi

    Reply

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Pramod

Pramod Singh

CEO & Founder

Today Hindi Tech

Recent Posts

  • Oppo Find X review in hindi, Specifications, price
  • Whatsapp Kya hai ? Whatsapp kaise use karte hai
  • Xiaomi Redmi Y2 review in hindi | Redmi Y2 price, specification
  • Samsung Galaxy J6 review in hindi, specification, price
  • Android kya hai? android ki puri jaankari hindi me

Categories

Copyright © 2021 · Magazine Pro Theme on